LYRIC

Aye bas ab tarsana chodo

Yuhi sharmana chodo

Bas ab tarsana chodo

Yuhi sharmana chodo

Jo dil me pyar ka tufan hai

Hum jan gaye hai

Jo dil me pyar ka tufan hai

Hum jan gaye hai

 

Hame bahkana chodo

Ji piche aana chodo

Hame bahkana chodo

Ji piche aana chodo

Tumhe jis chiz ka

Arman hai hum jan gaye hai

Tumhe jis chiz ka

Arman hai hum jan gaye hai

 

Itna nikhar ke koi aaye

To hai aaye kisi ke lubhane ko

Tanha kisi ko koi paye

Na machale gale se lagane ko

Kitna chhupaye teri jhukti nigahe

Ye kiske katal ka saman hai

Ham jan gaye hai

Ye kiske katal ka saman hai

Ham jan gaye hai

Hame bahkana chodo

Ji piche aana chodo

Tumhe jis chiz ka

Arman hai hum jan gaye hai

 

Chedo na hamko hato jao

Tumhe aisa na tha hamne jana

Chedo na hamko hato jao

Tumhe aisa na tha hamne jana

Chodo bahane aji aao

Bhala apno se kaisa sharmana

Pakdo na aachal mera

Jakdo na bahe

Ke jitni aapse pahchal

Hai hum jan gaye hai

Ke jitni aapse pahchal

Hai hum jan gaye hai

Bas ab tarsana chodo

Yuhi sharmana chodo

Jo dil me pyar ka tufan hai

Hum jan gaye hai

 

Karni hai tumse kayti bato

Wo jo kano ke kahne wali hai

Karni hai tumse kayti bato

Wo jo kano ke kahne wali hai

Janu mai janu sabhi jate

Jo hai chahe jo dekho bhali hai

Julfo ke niche dedo dil ko panahe

Ye muskil kis kadar

Asan hai hum jan gaye hai

Ye muskil kis kadar

Asan hai hum jan gaye hai

Hame bahkana chodo

Ji piche aana chodo

Tumhe jis chiz ka arman

Hai hum jan gaye hai

Tumhe jis chiz ka arman

Hai hum jan gaye hai


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO

sa