LYRIC

balma balma balma balma balma balma
Balma balma balma balma balma balma
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Teree aankho se nindiya churaunga
tere hontho se laali udaunga
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Tujhe sanso me apni basaungi
tujhe apni najar me chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Aankhe bichhaye baithi thi
dilbar ki chah me
Kab se khadi thi mai yaha
chahat ki rah me
Tune jo di saja toh mai tere pas aa gaya
Dooniya bhulake mai sanam
tujhme sama gaya
Diwani ho gayi thi mai tere pyar me
Bechain ho rahi thi mai tere intjar me
Tere intjar me tere intjar me
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Balma balma balma balma balma balma
Aa ja karib aa mere tujhko karar du
Baho me teree pyar ke lamhe gujar du
Hai aarju yahi meree tere samane rahu
Kehani hai jitni bat mei
tujhse woh sab kahu
Mere sath hai too sathiya har ik hal me
Khoya rahu hamesha mai tere khayal me
Tere khayal me tere khayal me
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Teree aankho se nindiya churaunga
tere hontho se laali udaunga
Tujhe sanso me apni basaungi
tujhe apni najar me chhupaungi
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare
Bansuriya abb yeh hi pukare
aa balma nadiya ke kinare

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO