LYRIC

Chand Kya Hai Rup Ka Darpan

Are Rup Kya Hai Preet Ka Angan

Preet Kya Hai Dil Ki Dhadkan

Chand Kya Hai Rup Ka Darpan

Are Rup Kya Hai Preet Ka Angan

Preet Kya Hai Dil Ki Dhadkan

 

Jab Se Tum Sang Preet Lagai

Jab Se Tum Sang Preet Lagai

Hamko Ek Pal Nind Na Aayi

Rani Ho Rani Meri Nas Nas Le Angadayi

Du Mai Sari Raat Duhai Raja Ho Raja

Kaho Na Raat Ki Sari Kahani

Raat Kya Hai Nind Ki Chilman

Nind Kya Hai Hosh Ki Dusman

Hosh Kya Hai Diwanapan

 

Chand Kya Hai Rup Ka Darpan

Are Rup Kya Hai Preet Ka Angan

Preet Kya Hai Dil Ki Dhadkan

Raat Ko Apna Chand Pyara

Ho Raat Ko Apna Chand Pyara

Mujhko Pyara Pyar Tumhara

Raja Ho Raja Sagar Ki Hai Jaan Kinara

Meri Jan Hai Pyar Tumhara

Rani Ho Rani

 

Aji Hum Jante Hai Tum Batao

Jaan Kya Hai Saans Ka Bandhan

Saans Kya Hai Aas Ka Jiwan

Aas Kya Hai Chand Si Dulhan

Chand Kya Hai Rup Ka Darpan

Are Rup Kya Hai Preet Ka Angan

Preet Kya Hai Dil Ki Dhadkan

Chand Kya Arey Rup Kya

Are Preet Kya Are Dhadkan Kya


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO