LYRIC

Aaine ke saamne main hoon sochta
Kyaa hota jo tu hoti yahan?
Tujhko roz saje sanwarte main dekhta
Sach hota khwaabon ka jahan

Khwaabon ka jahan
Rahe tu wahan
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Crazy dil mera
Crazy hai tera
Main maze mein hoon
Na jaga na na x (2)

Crazy dil mera
Crazy hai tera

Neendon ki galiyo mein
Yoon muskuraoon main
Jaise diwana koyi
Mehfil mein, bheed mein
Khoya rahoon main jaise
Majnu ka nana koyi x (2)

Majnu ka nana
Cupid ka nishana
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Crazy dil mera
Crazy hai tera
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Na na..

Apni hi baat pe
Khil khilaaye jo tu
Aankhen bhar aayen meri
Aur itni si baat pe
Munh phulaye to mere
Hothon pe aaye hansi x (2)

Ban gaya hoon drama
Aadmi se pajama
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Crazy dil mera
Crazy hai tera
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Na na na na
Crazy hai tera
Main maze mein hoon
Na jaga na na

Na na


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO