LYRIC

Deewana…main hun deewana tera
Deewana…main hun deewana tera
Deewana…
Mausam hai mastana,
Uspe dil deewana!
Deewana…main hun deewana tera
Deewana…main hun deewana tera
Mausam hai mastana,
Uspe dil deewana!
Deewana tera, tujhe hi bulaaye!
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye.
Deewana…main hun deewana tera,
Deewana…main hun deewana tera,
Mausam hai mastana,
Uspe dil deewana…
Deewana tera, tujhe hi bulaaye,
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye.
Hey………..
Yaad teri, aane lagi,
Jaan jaane lagi hai.
Hoke judaa, kyun tu mujhe,
Aazmane lagi hai?
Ho! Yeh bhi to soch le,
Dil hai sheesha mera,
Jaane kab toot jaaye!
Deewana tera, tujhe hi bulaaye!
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye.
Hmm ..Pyar tujhe jab se kiya,
Bhool baitha main sab ko.
Tune magar jaana nahi,
Dhadkano ki talab ko!
Ho! Mere ehsaas mein
Tu hi tu bas gayee,
Kaun tujhko bataye?
Deewana tera, tujhe hi bulaaye!
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye.
Deewana… main hu deewana tera ..
Deewana… main hun deewana tera..
Mausam hai mastana,
Uspe dil deewana!
Deewana tera, tujhe hi bulaaye!
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye.
Deewana tera, tujhe hi bulaaye!
Yeh marzi teri, tu aaye na aaye hey hey.

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO