LYRIC

Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Pehali nazar main tum pe dil nisaar ho gaya

Tumko aankho mein basaya maine
Tumko pal ko pay sajaya maine
Mere khwabo main tum hi chhayi ho
Meri saanso main tum samayi ho
Jaaka jo dil maine aapka didaar ho gaya
O jaani jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Meri jaan tum ho zindagi meri
Tumse zeenda hai har khusi meri
Tum hi tum ho meri nigaaho main
Meri manzil tumhari raaho main
Har lamha hi tumhara intzaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Meri masuq hai khafa mujha se
Maaf kardo hui khata mujaha se
Kab talak ruuthi rahogi hum se
Maan bhi jaao dil ki jaa hai tumse
Bin aapke jeena mera dushwaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Pehali nazar main tum pe dil nisaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO