LYRIC

Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar, Kya Sama
Kya Zamana Tha.. Aaaaa….
Ek Haseena Thi
Haseena Thi..
Ek Deewana Tha
Deewana Tha..
Kya Umar, Kya Sama
Kya Zamana Tha.. Aaaaa….
Ek Din Wo Mile
Roz Milne Lage
Ek Din Wo Mile
Roz Milne Lage
Phir Mohabbat Hui
Bas Qayamat Hui
Kho Gaye Tum Kahan, Sun Ke Yeh Daastan
Log Hairaan Hain, Kyunki Anjaan Hain
Ishq Ki Woh Gali, Baat Jiski Chali
Uss Gali Mein, Mera Aana, Jaana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha
Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha..
Uss Hasin Ne Kaha
Uss Hasin Ne Kaha
Suno Jaane Wafa
Yeh Falak, Yeh Zameen
Tere Bin Kuch Nahi
Tujhpe Marti Hu Mein
Pyaar Karti Hu Mein
Baat Kuchh Aur Thi, Woh Najar Chor Thi
Uske Dil Me Chhupi, Chah Daulat Ki Thi
Pyar Ka, Woh Fakat, Ek Bahana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Kya Umar Thi, Kya Sama Tha
Kya Zamana Tha
Ek Haseena Thi, Ek Deewana Tha
Bewafa Yaar Ne, Apne Mehboob Se
Aisa Dhokha Kiya… (3)
Zehar Usko Diya… (3)
Marr Gaya Wo Jawan, Marr Gaya Wo Jawan
Ab Suno Daastan
Janm Leke Kahin, Fir Wo Pahucha Wahin
Shakal Anjaan Thi, Akal Hairaan Thi
Saamna Jab Hua
Saamna Jab Hua, Phir Wahi Sab Hua…
Uspe Yeh Karz Tha, Uska Yeh Karz Tha
Karz To Farz Apna, Chukana Tha..
La LaLaLa, La LaLaLa, LaLa, LaLaLa

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO