LYRIC

Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota
Mausam-E-Gul Ko Hasaana Bhi Hamara Kaam Hota

Aayengi Baharein To Abke Unhe Kehna Zara
Itna Sune
Mere Gul Bina Kahan Unka Bahaar Naam Hota
Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota…

Shaam Ke Gulabi Se Aanchal Mein Ek Diya Jala
Hai Chaand Ka
Mere Un Bina Kahan Uska Chaand Naam Hota
Gulmohar Gar Tumhara Naam Hota..


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO