LYRIC

Gumshuda gumshuda koi hua kahan hua
kal tha main yahan,
woh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
O.. kal tha main yahan,
woh bhi thi yahin
Main hoon phir yahan lekin woh nahi
Gumshuda gumshuda
Gumshuda hoo gumshuda
Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Woh pari, woh apsara, dilnashi, dilruba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan
Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan
Dhoondha hai sara jahan
Kya jaane woh hai kahan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda..
Dil ki in baaton se
main tha bilkul anjana
Dil ki in baaton se
main tha bilkul anjana
Lekin us ladki ne kar dala hai deewana
Jahan bhi main dekhoon
lagta hai woh khadi hai
Bas uska hi chehra aankhon
mein har ghadi hai
Itni bhi kya bechaini
hai, kya hai daastan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho re gumshuda
Yaaron tum jo mujhko
us ladki se milwa do
Yaaron tum jo mujhko
us ladki se milwa do
Meri khoi kushiyan jo
phir wapas dilwa do
Ghar jo dikha do uska
ghar apna luta doon yaara
Ab jo mile woh mujhko
use apna bana loon yaara
Jaane poore kab honge bechaare ke armaan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Dekhne mein hai haseen
Rehti hai yahin kahin
Kho gayi, haan kho gayi
Woh pari, woh apsara, dilnashi, dilruba
Kho gayi, haan kho gayi
Phirta hoon yahan wahan
Le ke apne dil aur jaan
Dhoondha hai sara jahan
Kya jaane woh hai kahan
Gumshuda gumshuda
Gumshuda ho gumshuda
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri mehbooba
Gumshuda gumshuda
Gumshuda meri dilruba

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO