LYRIC

(M) Har dil jo pyaar karega
Wo gaana gaayegaa
Har dil jo pyaar karega
Wo gaana gaayegaa
Deewana saikadon mein
Pahchana jaayegaa deewana saikadon mein
Pahchana jaayegaAa
deewanaa
(M) Aap hamare Dil ko chura karr
Aankh churaayEE jaate hainn
Ye ek tarfa
Rasam e wafaa hum
Phir bhi nibhayEe jaate hainn
Chahat kaa dastoor hai lekin
Aap ko hii maaaloom nahin ooOoOo
Jis mahfil mein shamma ho
Parwaana jaayega
Deewana saikadon mein
Pahchaana jaayega
deewana
(F) Har dil jo pyaar karega
Wo gaana gaayega
Deewana saikadon mein
Pahchaana jaayega
Deewanaa
(F) Bhooli bisri
Yadein meri
Hanste gaatee
Bachpan kiii raat biraat
Chali aati hain
Neend churane
Nainan kiii
Ab keh dungII
Karte karte
Kitne saawan
Beet gayeeee hoOooOo
Jaane kab in ankhon ka
Sharmaana jaayega
Deewana sainkadon mein
Pahchaana jaayega
deewana
(M) Har dil jo pyaar karega
Wo gaana gaayega
Deewana saikadon mein
Pahchaana jaayegaa
deewanaa
(M) Apni apni sab ne kah li
Lekin ham chup chaap rahee
Dard paraya
Jis ko pyaAara
Wo kya
Apnii baat kahEE
Khamosi kaa
Ye afsaAana
Rah jaayega
Baad mereee ooOoOo
Apna ke har kisi ko
Begaana jaayega
Deewana saikadon mein
Pahchaana jaayega
(duet) Har dil jo pyaar karega
Wo gaana gaayegaa
Deewana saikadon mein
Pahchana jaayegaa
(M) Deewana
(F) Deewanaa

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO