LYRIC
![](http://www.2035themes.com/tools/muusico/big_ads.jpg)
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jana
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jaana
Sach hain agar to ek mohabbat
Jhooth hain baki sara fasana
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jaana
Pad gaye jaise in aankho pe
Zulm ke nafrat ke parde
Pad gaye jaise in aankho pe
Zulm ke nafrat ke parde
Zindagi tera mujrim hoon main
Ho sake to maaf kar de
Andhi raah ke andhe safar mein
Beet gaya jeene ka zamana
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jana
Ab ye mohabbat ka ahsaan hain
Ye to thodi jaan hain mujhme
Ab ye mohabbat ka ahsaan hain
Ye to thodi jaan hain mujhme
Aap hi main jiska kaatil hain
Zinda wo insaan hain mujhme
Ab dil ke armaan hain kya kya
Ye to abhi dekhega zamaana
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jaana
Sach hain agar to ek mohabbat
Jhooth hain baki saara fasana
Hum kitne nadaan the yaro
Aaj ye samjhe aaj ye jaana
![](http://www.2035themes.com/tools/muusico/big_ads.jpg)
Comments are off this post