LYRIC

Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya
Kiya Tune, Mitha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
 Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya
Kiya Tune, Mitha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Maine Toh Yeh Jaana Na,
Hota Hai Kya Intzaar
Mera Dil Kyun Maane Na,
Mujhko Toh Ho Gaya Hai Pyaar
Main Chain Se Pehle Raaton Ko
Soti Thi,
Tune Meri Nindein Luti
Main Chain Se Pehle Raaton Ko
Soti Thi,
Tune Meri Nindein Luti
Yeh Rog Kya Tune Lagaaya,
Deewaanapan Kaisa Jagaaya
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
O Jaana Meri Yeh Toh Bata Kya Kiya
Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Koi Mujhe Itana Bata De,
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De
Jaaneman O Jaaneja Kya Hai Iraada Bata
Chhune De In Honton Ko
Honton Se Mere Jara
Kya Khoob Hai
Main Bhi Kaisa Deewaana Tha,
Kyun Ishq Se Anjaana Tha
Kya Khoob Hai Main Bhi Kaisa Deewaana
Tha,
Kyun Ishq Se Anjaana Tha
Paagal Mujhe Tune Banaaya,
Chaahat Hai Kya Mujhko Bataaya
Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
-Jaadu Hai Tera Hi Jaadu,
Jo Mere Dil Pe Chhane Laga
Deewaane Mere Yeh Toh Bata Kya
Kiya Tune,
Mitha Sa Dard Hone Laga
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Yeh Kya Huwa, Pehle Na Aisa Hota
Tha,
Main Hoon Kahaan Main Jaanu Na
Koi Mujhe Itana Bata De,(female-la la la
Ghar Ka Mere Mujhko Pata De

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO