LYRIC

Hume saath le chalo
Hume saath le chalo
Yeh chand keh raha hai
Yeh taare keh rahe hai
Yeh bahare keh rahi hai
Yeh saare keh rahe hai
Kitni haseen hai raat
Hume saath le chalo
Mano hamari baat
Hume saath le chalo
Kitni haseen hai raat
Hume saath le chalo
Mano hamari baat
Hume saath le chalo

Tanha na kat sakega
Jawani ka yeh safar
Tumko kasam hamari
Banalo hume humsafar
Akele akele chale ja rahe ho
Hume to bata do
Kaha ja rahe ho
Chhupao na humse
Mohabbat ki baate
Yeh kya baat hai
Tum to sarma rahe ho
Thamo hamara hath
Hume saath le chalo
Kitni haseen hai raat
Hume saath le chalo
Mano hamari baat
Hume saath le chalo

Tumhara naam hai chahat
Hamara mohabbat sanam
Mohabbat to karta hai chahat ki
Pal pal hifajat sanam
Chhedegi tumko sitaro ki toli
Suno dil ki baate nazro ki boli
Agar hum na honge to phir kya karogi
Yeh surat tumhari bholi bholi
Hum hai tumhare sath
Hume saath le chalo
Kitni haseen hai raat
Hume saath le chalo
Mano hamari baat
Hume saath le chalo
Hume saath le chalo
Hume saath le chalo


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO