LYRIC

Kuch humko, kya, kuch tumko

Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai
Kuch tumko humse kahna to hai
Alag alag kuch bhi kahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi

Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai
Kuch tumko humse kahna to hai

Alag alag kuch bhi kahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi

Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai

Aao chalo baito milke soche
Aao chalo baito milke soche
Hal koi apni muskil ka khoje
Samajho ki hum do sagar ki mauje

Sagar me tumko bahna to hai
Sagar me humko bahna to hai
Alag alag ab humko bahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi

Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai

Joka pawan paani ka rela
Joka pawan paani ka rela
Preetam bina man
Panchi akela
Jeevan hai kya sukh dukh ka mela

Ho humko ye sukh dukh sahna to hai
Ho tumko ye sukh dukh sahna to hai

Alag alag ab humko sahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi
Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai

Chanda ka deepak, suraj ki batti
Chanda ka deepak, suraj ki batti
Ye roshani to hai aati jati
Din raat ke hum dono hai sathi
O logo ka aisa kahna hai
Din se juda ye raina hai
Alag alag din aur raina sahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi

Kuch humko, kuch tumko
Kuch humko tumse kahna to hai
Kuch tumko humse kahna to hai
Alag alag kuch bhi kahna nahi
Alag alag ab humko rahna nahi


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO