LYRIC

Kuch toh log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina
Kuch toh log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina
Kuch toh log kahenge
Kuch reet jagat ki aisi hai
Har ek subah ki shaam huyi
Kuch reet jagat ki aisi hai
Har ek subah ki shaam huyi
Tu kaun hai, tera naam hai kya
Seeta bhi yahan badnaam huyi
Phir kyun sansaar ki baaton se
Bheeg gaye tere naina
Kuch toh log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina
Kuch toh log kahenge
Humko joh taane dete hai
Hum khoye hai in rangraliyon mein
Humko joh taane dete hai
Hum khoye hai in rangraliyon mein
Humne unko bhi chup chupke
Aate dekha in galiyon mein
Yeh sach hai jhoothi baat nahi
Tum bolo yeh sach hai na
Kuch toh log kahenge
Logon ka kaam hai kehna
Chhodo bekaar ki baaton mein
Kahin beet na jaaye raina
Kuch toh log kahenge
Logon ka kaam hai kehna

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO