LYRIC

kya hua are kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua are kya hua

dekho dekho tum fir ruthe ruth ke hath chudao na

kya khata hui kya khata

are mithi mithi rat milan ki usko jahar banao na

kya hua maine kaha kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua walla kya hua

 

lab pe nahi hai aankho me ha hai rat jawa hai mast shama hai

lab pe nahi hai aankho me ha hai rat jawa hai mast shama hai

yuhi shama ye beet jao itni bat bhadao na

kya hua are bhai kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua are bhai kya hua

haye haye oye hoye

 

aankh mila lo rat jaga lo pyar ka rangin jashan mana lo

aankh mila lo rat jaga lo pyar ka rangin jashan mana lo

fida hu mai is mukhde par mujhko pith dikhao na

kya hua walla kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua maine kaha kya hua

 

thandi hawa ke jhoke ye chahe dal gale me gori si bahe

thandi hawa ke jhoke ye chahe dal gale me gori si bahe

tumhe basalu tan man me or jara paas aao na

kya hua are bhai kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua are bhai kya hua

kya khata bhai kya khata

are mithi mithi rat milan ki usko jahar banao na

kya hua are kya hua dekho dekho tum fir ruthe

ruth ke hath chudao na kya hua walla kya hua


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO