LYRIC

Apna hai din yeh aaj ka
Duniya se jaake bol do, bol do
Aise jaago re saathiyon
Duniya ki aankhein khol do, khol do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sar zameen ka parcham lehra do

Lehra do lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sar zameen ka parcham lehra do

Ho hath dhar ke baithne se
Kya bhala kuch hota hai
Ho hath dhar ke baithne se
Kya bhala kuch hota hai

Ja lakeeron ko dikha
Kya zor baazu hota hai
Ja lakeeron ko dikha
Kya zor baazu hota hai

Himmat-e-mard agar ho
Sang khuda bhi hota hai
Jaa zamaane ko dikha de
Khud mein dum kya hota hai

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sar zameen ka parcham lehra do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sar zameen ka parcham lehra do

Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do
Lehra do, lehra do

Lehra do, lehra do
Sarkashi ka parcham lehra do
Gardish mein phir apni
Sar zameen ka parcham lehra do

 


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO