LYRIC

Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Kahin to pyaare
Kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Jis gali ke tum
Uss gali ke hum
Par yeh majbooriyan, yaaha…!
Tum yahin kahin
Hum yahin kahin
Phir bhi yeh dooriyaan, yaaha..!
Wah reee… duniya…
Duniya tere jalwe hain nirale
ha aa..!!!
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Kahin to pyaare
Kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Tu kahin rahe
yoon lage mujhe
Mere dil ke paas hai, yaaha..!
Maangu teri khair
Aa tere bagair
Dil mera udaas hai, yaaha..!
Aaja…. aaja…..
Aaja humko seene se laga le
ha aa !!!
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil
Kahin to pyaare
Kisi kinare
Mil jao tum andhere ujaale
Ta ram pam
Lekar hum deewana dil
Phirte hain manzil manzil

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO