LYRIC

Main akela apni dhun me magan
Zindagi ka maja
liye ja raha tha
Main akela apni dhun me magan
Zindagi ka maja
liye ja raha tha
Ke tum mil gaye
Tumhara muskurana khilkhilana
Tumhara tunakna tumhara
tilmilana
Tumhare kadmo ki aahat
tumhari aanhko ki masti
Tumhare balo ki khusbu
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat
mein shamil shamil
Mere dil mein
dard hai daya hai
Tumhare liye kuch hai
Mat puchho kya hai
mat puchho kya hai
Mere dil mein
dard hai daya hai
Tumhare liye kuch hai
Mat puchho kya hai
mat puchho kya hai
Main nek dil hu bura kya sochu
Main nek dil hu bura kya sochu
Tumhari mohabbat tumhari wafa
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat
mein shamil shamil
Tum dur chali gayi to
kaise bitegi ye jindagani
Adhuri rahegi hamari
Aur tumhari kahani
Tumhara sajna sawarna
jhil mil nikharna
Tumhara gungunana geet gana
Mere sapno ka sach ho jana
sach ho jaana
Meri manpasand ban jana
Inse mujhe kya hai hasil
Phir bhi ye hai meri adat
mein shamil shamil
Main akela apni dhun me magan
Zindagi ka maja
liye ja raha tha
hmm hmmm hmm hmm hmm

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO