LYRIC

Aaahaa… aaa haa…
Aaa aaa aaaaaaaa aaaaaaa haa…
Main sitaaron ka taraana
Main bahaaron ka fasaana
Le ke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban jaa deewaana
Main sitaaron ka taraana
Main bahaaron ka fasaana
Le ke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban jaa deewaana
Hahaha ha ha… hehehe he he
he he he he he he he he
Roop ka tum ho khazana
Tum ho meri jaan ye maana
Lekin pahle de do mera
Paanch rupaiyya bara aana
Paanch rupaiyya… bara aana aa aa…
Maarega bhaiyya… nananana aa aa…
Maal~o~dar…
. . .
Bhool kar…
. . .
Dil jigar hum se nishaani maango na
Dilruba…
. . .
Kyaa kahaa…
. . .
Dil jigar kyaa hai jawaani maango na
Tere liye Majnu ban sakta hoon
Laila Laila kar sakta hoon
Chaahe namoona dekh lo… haay !
Khoon~e~dil peene ko
Aur lakht~e~jigar khaane ko
Khoon~e~dil peene ko
Aur lakht~e~jigar khaane ko
Ye giza milti hai Laila
Ye giza milti hai Laila
Tere deewaane ko
Tere deewaane ko
Ho ho ho… Josh~e~ulfat ka zamaana
Laage hai kaisa suhaana
Le ke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewaana
Maanta hoon hai suhaana
Josh~e~ulfat ka zamaana
Lekin pahle de do mera
Paanch rupaiyya bara aana
Paanch rupaiyya… bara aana aa aa…
Maarega bhaiyya… nananana aa aa…
Gham bhulaa…
. . .
Saaz utha…
. . .
Raag mere roop ke tu gaaye jaa
Haay dilruba…
. . .
Hoye dilruba…
. . .
Haan isi andaaz se farmaaye jaa
Geet suna sakta hoon daadra
Gin kar poore barah maatra
Chaahe namoona dekh lo… haay !
. . .
Dheere se jaana bagiyan mein
Dheere se jaana bagiyan mein re bhanwra
Dheere se jaana bagiyan mein
Ho ye lala dhing lala ho ye lala haay
Ho ho ho… Tu kalaa ka hai deewaana
Kam hai kya tujh ko bahaana
Le ke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewaana
Haan ye achcha hai bahaana
Main kalaa ka hoon deewaana
Lekin pahle de do mera
Paanch rupaiyya bara aana
Paanch rupaiyya… bara aana aa aa…
Maarega bhaiyya… nananana aa aa…
Bekhabar…
. . .
Pyaar kar…
. . .
Dhan ki duniya kya hai dhalti chaaya hai
Haay haay haay… Dilruba…
. . .
Sach kaha…
. . .
Saanch tera pyaar baaki maaya hai
Tere liye jogi ban sakta hoon
Jungle jungle phir sakta hoon
Chaahe namoonaa dekh lo… haay !
Bamm kakk… bai bam kakk…
Bai bam kakk… bum bam kakk…
Teri gathri mein laaga chor musaafir
Jaag zara… Tu jaag jara…
Teri gathri mein laaga chor musaafir
Jaag zara… Tu jaag jara…
Teri gathri mein laaga chor… chor…
Ho ho ho… main hoon teri jaane jana
Aa mujh hi se law lagaana
Le ke ek angdaayi mujh pe
Daal nazar ban ja deewaana
Jai guru main ne ye maana
Tu hai meri jaan~e~jaana
Lekin pahle de do mera
Yaak dui tran char paanch…
Paanch rupaiyya bara aana
Paanch rupaiyya… bara aana aa aa…
Maarega bhaiyya… nananana aa aa…
Paanch rupaiyya… bara aana aa aa…
Bara aana aa aa… bara aana aa aaaaaa…

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO