LYRIC

aine pyar kiyaaaaaaaaaaa Hoyeeee
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Sun meri rani khil jayegi jawani
Tune baat jo meri mani
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya
Pehle milan mein, pehli nazar ka
Teer jo tune maara
Ho tujhko maine, jeeta lekin
Tujhse hi main haara
Hua matwala dil jaaye na sambhala
Tune jaane kya kar dala
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya
Main tujhe apna maan chuka hu
Tu chahe maane ya na maane
Hoo mere siwa bhi honge na jaane
Kitane tere deewane
Sabko bhulana mujhe apna banana
Kisi aur se dil na lagana
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Ab to teri lagan hai
Dil tujhe pa kar magan hai
Sun meri rani khil jayegi jawani
Tune baat jo meri mani
Maine pyar kiya
Maine pyar kiya to theek kiya
Izhaar kiya to theek kiya
Ek baar kiya to theek kiya
Sau baar kiya to theek kiya

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO