LYRIC

akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela

teri gali se teri gali se
main jab nikala sab kuch dekha badla badal
jaisa ab hai aisa kab tha ye mausam albela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main

ji karata hai ji karata hai
wapas jau jakar tujh ko sath le aau
main yado ke is mele me kaise yahu akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
akela gaya tha main ha main
main aaya akela
mere sang sang aaya teri yado ka mela
mere sang sang aaya teri yado ka mela


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO