LYRIC

meri najar se bacha naa koi, meri najar se bacha naa koi
kaise tu bach payega, mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
meri najar se bacha naa koi, meri najar se bacha naa koi
kaise tu bach payega, mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

in haatho mein itni takad hai, in haatho mein jitni takad hai
ye tu chaahe to sharafat hai, ye mil jaaye to mohabbat hai
ye kuchh paaye to kayamat hai, rakhunga mein masalke usko
rakhunga mein masalke usko jo mujhpe takarayega
mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
meri najar se bacha naa koi, meri najar se bacha naa koi
kaise tu bach payega, mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

khelega kuchh aisa khel khiladi, khelega kuchh aisa khel khiladi
haath se haath karega ek shikari, kisiko mushkil pad jayegi bhaari
karle marne ki ab wo tayyari
jaal bichhaya aisa maine, jaal bichhaya aisa maine
kaha wo bachke jayega, mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega
meri najar se bacha naa koi, meri najar se bacha naa koi
kaise tu bach payega, mujhko dhoka denewale aaj tu dhoka khayega

maine usko pahchana, maine usko pahchana raag uska jaana
naam hai mera shera us mann ko maine ghera wo mera yaar purana
wo mera yaar purana daulat ka jo deewana to sabko aaj dikhaau
varna main qaid jhukaau, sholo ko main batla du
sholo ko main batla du dekhoge to dikhla du
wo koi aur nahi hai, wo koi aur nahi hai
wo main hu main hu main hu


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO