LYRIC

Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Bagawat ki hai tumhare liye
Bagawat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Kushiyon ki daphli bajate rahenge
Kushiyon ki daphli bajate rahenge
Saari umar yun hi gaate rahenge
Saari umar yun hi gaate rahenge
Hayy saanson ki sargam yehi gungunaye
Saanson ki sargam yehi gungunaye
Tumko kabhi na koi gum sataye
Ibaadat ki hai tumhaare liye
Ibaadat ki hai tumhaare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Kashti hoon main tu hai mera kinara
Kashti hoon main tu hai mera kinara
Mujhko toh hai sirf tera sahara
Mujhko toh hai sirf tera sahara
Main chandrama tu meri roshni hai
Main chandrama tu meri roshni hai
Mere liye jaaneman tu bani hai
Hifazat ki hai tumhare liye
Hifazat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Mujhko pata hai na tujhko khabar hai
Mujhko pata hai na tujhko khabar hai
Humko to har-pal zamane ka daar hai
Humko to har-pal zamane ka daar hai
Hum woh karenge humein jo hai karna
Hum woh karenge humein jo hai karna
Humko zamane ki koi fiqar na
Adaavat ki hai tumhaare liye
Adaavat ki hai tumhaare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Jaan bhi doonga tumhare liye
Bagawat ki hai tumhare liye
Bagawat ki hai tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Jaan bhi doongi tumhare liye
Mohabbat ki hai tumhare liye
Bagawat ki hai tumhare liye
Hifazat ki hai tumhare liye
Ibadat ki hai tumhaaare liye

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO