LYRIC

M1: O soniye
M2: O dil jaaniye
M1: ise khel na samjho sanamji
maine tumhein pyaar kiya
Ise khel na samjho sanamji
maine tumhein pyaar kiya
M2: Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
sanamji maine tumhein pyaar kiya
M1: O priya
M2: O priya~…
M1: Isay khel na samjho sanamji
maine tumhein pyaar kiya
M2: Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
sanamji maine tumhein pyaar kiya
F: Maine jis din se thaama
tera daaman suhaana
Chooda saara zamaana mere saajna
Maine chaaha bahut
Tujhe itna na chahoon
Par dil hi na maana mere saajna
M1: O soniye
M2: O dil jaaniye
M1: Ise khel na samjho sanamji
maine tumhein pyaar kiya
M2: Ho Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
sanamji maine tumhein pyaar kiya
M1: Main bhi jaanejaana
tha kaisa anjaana
Tujhe na pehchaana tera deewana
M2: Dil mera hay sunaaye chala jaaye
Tera hi afsaana tera deewana
F: Tu aaja tu aaja kahin aur na aaja
Ki jeena hai tere saath piya
M1: O soniye
M2: O dil jaaniye
M1: isay khel na samjho sanamji
maine tumhein pyaar kiya
M2: Tum jaisi bhi ho jo bhi ho
sanamji maine tumhein pyaar kiya
F: Lalalalala…
M1: maine tumhein pyaar kiya
F: Hmmm,,,,
M2: maine tumhein pyaar kiya

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO