LYRIC

Paise bina pyaar fazul hai,

Yeh pyaar kya hai

Paise bina pyaar fazul hai

Paise bina pyaar fazul hai

O raani yeh jawaani ki bhul hai

Paise bina pyaar fazul hai,

Paise bina pyaar

 

Jise dil chaahe woh na mil

Paaye toh daulat se woh kharid lo

Jise dil chaahe woh na mil

Paaye toh daulat se woh kharid lo

Logo deewaano yeh maano

Ya na maano apna toh yeh usul hai

Paise bina pyaar fazul hai

Paise bina pyaar fazul hai

O raani yeh jawaani ki bhul hai

paise bina pyaar

 

Tose laage naina jaage saari raina,

Hat jhuti hai sab kahaaniya

Tose laage naina jaage saari raina,

Hat jhuti hai sab kahaaniya

Aaj khil jaaye toh kal murjhaaye

Dil ek patjhad ka phul hai

Paise bina pyaar fazul hai

Paise bina pyaar fazul hai

O raani yeh jawaani ki bhul hai,

Paise bina pyaar

 

Bhula pyaasa soye jaage toh roye

Woh aadami pyaar kya karein

Bhula pyaasa soye jaage toh roye

Woh aadami pyaar kya karein

Jise nahi khona paisa toh hai

Sona baaki sab kadamon ki dhul hai

Paise bina pyaar fazul hai

Paise bina pyaar fazul hai

O raani yeh jawaani ki bhul hai,

Paise bina pyaar fazul hai


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO