LYRIC

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhodun na na na na

ho pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhodun na na na na

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

 

are abhi ruthe tu abhi maane tu, tauba yeh kya hai nazaara

kabhi bole na kabhi bole haan, teri adaaon ne maara

abhi ruthe tu abhi mane tu, tauba yeh kya hai nazaara

kabhi bole na kabhi bole haan, teri adaaon ne mara

tu laakh chhupa tha mujhko pata

teri naam chupi thi haan haan haan haan

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

 

aisa to kabhi socha hi nahi, yeh pyar hai itna pyara

aa hi gayi main baahon mein teri, dil ne yun dil ko pukaara

aisa to kabhi socha hi nahi, yeh pyar hai itna pyara

aa hi gayi main baahon me teri, dil ne yun dil ko pukaara

tere jaisa hasi tere jaisa jawaan, koi hai mehbob kaha aaaaa

aaa pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan aaa

 

hey tere bina main mere bina tu, thi zindagi me adhuri

aa jaan-e-jahaan yaha jeene ke liye, tha apna milna zaruri

tere bina main aha mere bina tu, oho thi zindagi me adhuri

aa jaan-e-jahaan yaha jeene ke liye, thaa apna milna zaruri

mere dil mein hai tu tere dil mein hun main

jeena hai saath yahana aaaa

arre pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan

o jaan-e-jahaan mar kar bhi yahan tera pichha chhodun na na na na

o o

pyar mein dil pe maar de goli le le meri jaan


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO