LYRIC

Ha aa ha… Lala la… Ha ha…

Raahi naye naye rasta naya naya

Raahi naye naye rasta naya naya

Tum na badli mai na badala

Sab kuch badal gaya

Raahi naye naye rasta naya naya

Yaad suhani bachpan ki

Pathar pe khichi rekha

Yaad suhani bachpan ki

Pathar pe khichi rekha

Pahla pahla pyar dilo se

Mitate nahi dekha

Toofan samay ke bujha na sake

Yeh deep jala to jala

Tum na badli mai na badala

Sab kuch badal gaya

Raahi naye naye rasta naya naya

Raahi naye naye rasta naya naya

Ha aa ha… Lala la…

Waqt ke sath badal jaye

Usse pyar nahi kahte

Waqt ke sath badal jaye

Usse pyar nahi kahte

Jo har modh pe mudh jaye

Usse yaar nahi kahte

Yaar vahi jo sathi banke

Dukh me sath chala

Tum na badli mai na badala

Sab kuch badal gaya

Raahi naye naye rasta naya naya


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO