LYRIC

Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Mahake huye badan se
Khushboo si aa rahi hai
Mahake huye badan se
Khushboo si aa rahi hai
Jaise pawan kahin par
Chandan luta rahi hai
Aankho se koi dil mein
Aisa utar raha hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Jee chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Jee chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Dekhe jo saath humko
Fir laut ke na aaye
Main tumse kuchh na bolu
Tum mujhse kuchh na bolo
Khamoshiyan bhi soche
Ye kaunsi ada hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Dekha jidhar jidhar bhi
Masti Bhari nazar se
Dekha jidhar jidhar bhi
Masti Bhari nazar se
Raahon mein rang chhaye
Baagon mein phool barse
Jaise kadam kadam pe
Maykhana khul gaya hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere shahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO