LYRIC

Rim-jhim gire saavan, sulag sulag jaae mann
Bhige aaj is mausam mein, lagi kaisi ye agan
Rim-jhim gire saavan, sulag sulag jaae mann
Bhige aaj is mausam mein, lagi kaisi ye agan
Rim-jhim gire saavan

Jab ghunghru see bajatee hain bunde
Armaan hamare palke na munde
Jab ghunghru see bajatee hain bunde
Armaan hamare palke na munde
Kaise dekhe sapne nayan, sulag sulag jaaye mann
Bhige aaj iss mausam me, lagee kaisee yeh agan
Rimjhim gire sawan

Pehle bhi yun to barse the baadal
Pehle bhi yun to bheega tha aanchal
La la la. la la la la. la la la.
Pehle bhi yun to barse the baadal
Pehle bhi yun to bheega tha aanchal
Ab ke kyun sajan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
La la la la la la la.
Is baar sawan dehka hua hai
Is baar mausam behka hua hai
La la la. la la la la. la la la.
Is baar sawan dehka hua hai
Is baar mausam behka hua hai.
Jaane pee ke chali kya pawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan
Rim jhim gire sawan
Sulag sulag jaaye man
Bheege aaj is mausam mein
Lagi kaisi yeh agan.
Rim jhim gire sawan
La la la la la la la.
Rim jhim gire sawan.


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO