LYRIC

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana hey

Yeh kaun keh raha hai
Tu aaj pyaar kar le
Jo kabhi bhi kathma na ho
Woh ietbaar kar le (x2)

Maan le, maan le meri baat meri baat
Sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana
Hey sara zamana

Jab husn hi nahi to
Duniya mein kya kashish hai
Dil, dil wahi hai jisme
Kahin pyaar ki khalish hai (x2)

Maan le, maan le meri baat meri baat
Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana bura hai dil lagana

Hey sara zamana sara zamana
Hasinon ka deewana
Zamana kahe phir kyon zamana kahe phir kyon
Bura hai dil lagana
Lal la lala la lal la lala la
Lala lala la la lala lala la la
Lala lala la la
Lala lala la la
Sara zamana


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO