LYRIC

Tera saath hai kitna pyara
Tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan sara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine,.. maine tan-man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
…………………………
Jitni tujhmein hai adaaaaaaaaa
Utni hi wafaa, utni hi wafaa
Jitna jahan mein pyaar haiaaaaaaaaa
Tujhse mujhe mila, tujhse mujhe mila
Badhti jaaye
yeh betabi
Badhti jaaye yeh betabi
Jitna karoon nazara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Pyaar ke ek ek pal pe hai………
Sau jeewan kurban, sau jeewan kurban
Pyaar kabhi marta nahin………
Marte hain insan, marte hain insan
Naam usi ka
jeewan hai jo
Naam usi ka jeewan hai jo
Tere saath guzara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Ho tera saath hai kitna pyara
Kam lagta hai jeewan sara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Maine tan-man tujh par vaara
Pyaas bujhi na karke nazara
Tere milan ki lagan mein
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara
Hamein aana padega
Duniya mein dobara

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO