LYRIC

Tu jo rutha to kaun hansega

tu jo chhuta to kaun rahega

tu chup hai toh ye darr lagta hai

apna mujhko ab kaun kahega

 

tu hi wajah…

tere bina bewajah

bekar hoon main

tera yaar hoon main

tera yaar hoon main

 

aaja ladein phir khilauno ke liye

tu jeete main haar jaun

aaja karein phir wohi shararatein

tu bhage main maar khaun

 

meethi si wo gaali teri

sunane ko taiyaar hoon main

tera yaar hoon main

hmm.. tera yaar hoon main

tera yaar hoon..

 

sajna de rang rangaiyan ve

sagna diyan sehnaiyan ve

dhol wajange yaar nachange

lakh lakh deo badhaiyan ve

 

khusiyaan ch nachda main phiraan

hanjuan ton bachda main phiraan..

 

o jaate nahi kahin rishte poorane

kisi naye ke aa jaane se

jaata hoon main to mujhe tu jaane de

kyun pareshan hai mere jaane se

 

tuta hai to juda hai kyun

meri taraf tu muda hai kyun

haq nahi tu yeh kahe ki yaar ab hum na rahe

 

ek teri yaari ka hi

saaton janam haqdar hoon

 

main tera yaar hoon main

tera yaar hoon main

tera yaar hoon main

tera yaar hoon main.


Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO