LYRIC

Hmmm Hmmm Hmmm La la la
tum kitni khubsurat ho
ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
tum kitni khubsurat ho
ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
sharma rahi ho jana balkha rahi ho jana
tum mano ya na mano apna tumhi ko mana
sharma rahi ho jana balkha rahi ho jana
tum mano ya na mano apna tumhi ko mana
tum kitni khubsurat ho
ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
kabhi dur ja ke luta
kabhi paas aake luta
ye sitam kiya jo tumne
mujhe muskura ke luta
kabhi dur ja ke luta
kabhi paas aake luta
ye sitam kiya jo tumne
mujhe muskura ke luta
tum kitni khubsurat ho
ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
na bahar mangata hu
na karar mangata hu
mai to jindagi ke badle
tera pyar mangta hu
na bahar mangata hu
na karar mangata hu
mai to jindagi ke badle
tera pyar mangta hu
tum kitni khubsurat ho
ye mere dil se pucho
in dhadkano se pucho tum
kyu dil hai tumpe diwana
kyu dil hai tumpe diwana
kyu dil hai tumpe diwana

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO