LYRIC

Hmm..mmm
Hmm..mm..mm
La la lalala la lalala
Lalala
lala la la la
Tum mile, pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye, jo mere,
mera Sab kuchh tumhara hua
Tum mile, pyar se
Mujhe jina gavara hua
Tum huye,(hmm..mm)
jo mere,(hmm..mm)
mera Sab kuchh tumhara hua
Jindagi jod di
Maine, teri, jindagi se
Jindagi jod di
Maine, teri, jindagi se
Hum chhupate rahe
Tha pyar, humko, tujhi se
Jivan savara
tune humara
O tune humara
jivan savara
Duniya se pyaraaa, tu humein
Tum mile,(aa)
pyar se (aa)
Mujhe jina gavara hua (aa)
Tum huye,(ho..ho)
jo mere,(ho..ho)
mera Sab kuchh tumhara hua
Tere sathi hain hum
Har baat mein, saath denge
Tere sathi hai hum
Har baat mein, saath denge
Ye kinare hai kyaaa
Toofan me, sang sang, chalenge
Ye jag saaraa
tujhpe waaraa
tujhpe waaraa
Ye jag saaraa
pyar se pyaraaa, Tu humein
Tum mile,(aa)
pyar se (aa)
Mujhe jina gavara hua (aa)
Tum huye,(ho..ho)
jo mere,(ho..ho)
mera Sab kuchh tumhara hua

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO