LYRIC

M= Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana main
Sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
Haan haan sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
F= Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Haan haan sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
M= Aye mere khwabon ki sahzadi
Khwabon ki tabeer hai tu
Barson tarasha thaa maine jise
Wo shokh tasveer hai tu
F= Aankho hi aankhon mein baaten karen
Dushman zamane se hum kyu daren
Dushman zamane se hum kyu daren
M= Chahat ke sholon mein jalte hain hum
Shamma tu parwana main
Sab se deewana thaa majnu
Usse bhi deewana main
Haan haan sab se deewana tha majnu
Usse bhi deewana main
F= Laila to majnu se mil na saki
Hum dono mil ke rahenge
Aashiq hain hum to naye daur ke
Hum na judai sahenge
M= Rahenge sada in fizaon mein hum
Mahakte rahenge hawaaon mein hum
Mahakte rahenge hawaaon mein hum
F= Bas ek tujhe jaanti hu sanam
Hoon sabse anjaani main
Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Haan haan sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
Tumko dekha aur ho gayi
Duniya se begani main
M= Tumko dekha aur ho gaya
Duniya se begana mai
F= Sabse deewani thi laila
Usse bhi deewani main
M= Haan haan sabse deewana tha majnu
Usse bhi deewana main

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO