LYRIC

Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma…
Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma
Mushkil ye kya ho gayi
Tere badan mein toofan uttha to
Saadi hawa ho gayi
Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma
Mushkil ye kya ho gayi
Tere badan mein toofan uttha to
Saadi hawa ho gayi
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Bolo in kapdo mein
Lagti hun main kaisi
Har kapda khilta hai
Sundar hai tu aisi
Bolo in kapdo mein
Lagti hun main kaisi
Har kapda khilta hai
Sundar hai tu aisi
Aage tere koi hai
Kya pari kya apsara
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma
Mushkil ye kya ho gayi
Tere badan mein toofan uttha to
Saadi hawa ho gayi
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Haa aah… haa aah… Haa aah…
Haa aah… haa aah… Haa aah…
Mausam ne dekha to
Wo bhi hua deevana
Tujh jaisa deevana
Tumne sab ko jaana
Mausam ne dekha to
Wo bhi hua deevana
Tujh jaisa deevana
Tumne sab ko jaana
Dekho nahin yun is tarah
Aane lagi mujhko haya
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma
Mushkil ye kya ho gayi
Tere badan mein toofan uttha to
Saadi hawa ho gayi
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Main chanchal yauvan ko
Kaise bhala sambhalun
Bahon mein aaja tu
Sab se tujhe chhipa lun
Main chanchal yauvan ko
Kaise bhala sambhalun
Bahon mein aaja tu
Sab se tujhe chhipa lun
Tujh pe rahe pahra mera
Bahein meri parda tera
Ha aaa… ha aaa… ha aaa…
Ui-amma ui-amma, Ui-amma ui-amma
Mushkil ye kya ho gayi
Tere badan mein toofan uttha to
Saadi hawa ho gayi
Ha aaa… ha aaa… ha aaa

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO