LYRIC

Hey..
Yeh jo mohabbat hai
Yeh unka hai kaam
Arre mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein, mit jaayein
Ho jaayein badnaam..
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar…
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Kishore the best singer
Toote agar saagar naya saagar koi lele
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Toote agar saagar naya saagar koi lele
Mere khuda dil se koi kisi ke na khele
Dil toot jaaye to kya ho anjaam..
Yeh jo mohabbat hai
Yeh unka hai kaam
Mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein, mit jaayein
Ho jaayein badnaam..
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar…
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar
Aankhein kisi se na ulajh
jaayein main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali
se main guzarta hoon
Aankhein kisi se na ulajh
jaayein main darta hoon
Yaaron haseeno ki gali
se main guzarta hoon
Bas door hi se kar ke salaam…
Yeh jo mohabbat hai
Yeh unka hai kaam
Mehboob ka jo
Bas lete hue naam
Mar jaayein, mit jaayein
Ho jaayein badnaam..
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar…
Rehne do chhodo bhi jaane do yaar
Hum na karenge pyaar…
Richhaaaaa

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO