LYRIC

Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Main to marr kar bhii
Main to marr kar bhi
Meri jaan tujhe chahungaa
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Tu mila hai to ye ahsas hua hai mujhko
Ye meri umar mohabbat ke liye thodi hai
Ek zara sa gume daura ka bhi
Haq hai jis par
Ek zara sa gume daura ka bhi
Haq hai jis par
Maine wo sans bhi
Tere liye rakh chhodi haii
Tujhpe ho jaunga
Tujhpe ho jaunga qurban tujhe chahunga
Main to marr kar bhii
Main to marr kar bhi
Meri jaan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Zindagi mein to
Sabhi pyar kiya karte hain
Apne jazbaat mein
Nagmaat rachane ke liye
Maine dhadkan ki tarah
Dil mein basaya hai tujhe
Main tasavvur bhi judai ka
Bhala kaise karu
Main tasavvur bhi judai ka
Bhala kaise karu
Maine qismat ki lakeeron se
Churaya hai tujhe
Pyar ka ban ke
Pyar ka ban ke nigehbaan tujhe chahunga
Main to marr kar bhii
Main to marr kar bhi
Meri jaan tujhe chahunga
Zindagi mein to sabhi
Pyar kiya karte hain
Zindagi mein to
Sabhi pyar kiya karte hain

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO