LYRIC

Arre jaane jigar duniya mein tu
Sab se haseen hai
Tere jaisi aur yahan
Koi nahin hai
Shokh aadaayein
mast nigaahein
Pyaar bhare dil mein kai
Tufaan uthaaye
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Aye jaane jigar duniya mein tu
Sab se haseen hai
Tere jaisi aur yahan
Koi nahin hai
Roop ki raani…. chehra nooraani
Maar gayi mujhe teri
Chadhati jawaani
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Ho saansein teri mehekti hain
Phoolon ki taraha
Kamar teri lachakti hai
Jhoolon ki tarha
Laa lala lalala…
La lala lalala… Lalalala…
saansein teri mehekti hain
Phoolon ki taraha
Kamar teri lachakti hai
Jhoolon ki tarha
Arre tu kamaal hai, bemisaal hai
Arre mast mast hirni jaisi teri chal hai
Tera to main hun diwaana…
Tera to main hun diwaana
Tera to main hun diwaana…
Tera to main hun diwaana
Hey jaane jigar duniya mein tu
Sab se haseen hai
Tere jaisi aur yahan
Koi nahin hai
Shokh aadaayein
mast nigaahein
Pyaar bhare dil mein kai
Tufaan uthaaye
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Naram naram honth tere
Jab kabhi khulein
Aisa lage chehekne
Lagi ho bulbulein
La lala lalala…
La lala lalala… Lalalala…
Naram naram honth tere
Jab kabhi khulein
Aisa lage chehekne
Lagi ho bulbulein
Meri gulbadan
uff yeh baankpan
Loot liya loot liya tu ne jaaneman
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Aye jaane jigar duniya mein tu
Sab se haseen hai
Tere jaisi aur yahan
Koi nahin hai
Roop ki raani…. chehra nooraani
Maar gayi mujhe teri
Chadhati jawaani
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Jhoom ke dekhe too jise
Khush naseeb hai
Khush naseeb woh hai jo
Tere kareeb hai
La lala lalala…
La lala lalala… Lalalala…
Jhoom ke dekhe too jise
Khush naseeb hai
Khush naseeb woh hai jo
Tere kareeb hai
Arre muskara zara paas aa zara
Badhne lagi dil ki lagi de dawa Zara
Tera to main hun deewaana…
Tera to main hun deewaana
Tera to main hun deewaana… ( Hey hey)
Tera to main hun deewaana (Hu huu)
Aye jaane jigar duniya mein tu
Sab se haseen hai
Tere jaisi aur yahan
Koi nahin hai..heh heh
Roop ki raani…. chehra nooraani
Maar gayi mujhe teri
Chadhati jawaani
Tera to main hun deewaana…( Hu huu)
Tera to main hun deewaana…( Hu huu)
Tera to main hun deewaana…(Ha ha)
Tera to main hun deewaana( Ho ho hoo)

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO