LYRIC

Ang ang tera
rang, rachaaa.ke
Aisaa, karun, singaar
Jab jab jhaanjhar
jhankaaun main
Khankee.ein, man ke taar
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Maathe pe jhumar
Kaanon mein jhumka
Paanv mein paayaliyaa
Haatho mein hoooo, kanganaa
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Tujhe main, tujhe main,
Tujhe gale se laga lungi
O saiya deewane
Mujhe angiya sila de
O saiya deewane
Tujhe main, tujhe main,
Tujhe seene se lagaa lungi
O saiya deewane
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Ga ma ga,
ma pa ma
Ga ma ga, ma pa ma,
Ga ma ga, re ga re,
Ga ma ga
ma pa ma
Ga ma ga ma pa ma,
Ga ma ga re ga re
Salma sitaron ki
jhilmil chunariya
Aau pahenke to, fisle najariya
Mujh.ko, sajaa de, balmaa
sajaa de
Mujhe ko, sajaa de balmaaa
Kori kunwari, yeh, kamseen umariya
Tere liye naache, sajke sanwariya
Laali, mangaa de sajna
Suraj se, laali manga de sajna
Tujhe main, tujhe main,
Tujhe hothon se laga Lungi
o saiya deewane
Tujhe hothon se laga Lungi
o saiya deewane
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Aaaa aaaa
Main to saari,
umar~riyaaa,
lutaayee, baithi,
Balmaa~a
do, akhiyonnn ki,
sharaarat meinnn
Main to janmon ka
Sapna~a, sajaaye baithi
Saj.naa~a, kho ke teri
Moh.obbat, mein
Maana re maana,
yeh ab maine maana
Hota hai kya saiyan,
dil ka lagana
Roke yeh duniya,
ya ruthe zamana
Jaana hai mujhko,
sajan ghar jaana
Hoo Jaise gajra hase
jaise kajra hase
Jaise gajra hase
jaise kajra hase
Waise, akhiyon mein Tum, muskurana
Hooo
kirnon se yeh
Maang meri sajaa de
Poonam ke chanda ki
Bindiya manga de
Tujhe main, tujhe main,
Tujhe maathe pe sajaa Lungi
o saiya deewane
Tujhe maathe pe sajaa Lungi
o saiya deewane
Maathe pe jhumar
Kaanon mein jhumka
Paanv mein paayaliyaa
Haatho mein hoooo kangana
Mujhe naulakha manga De re
o saiya deewane
Tere kadmon pe chhalka
Dungi main saare maikhaane
Hmm hmm hmm
hmm hmm
De re naaaaa aaa.aaa
Log kehte hai
main sharaa~abi hun
Log kehte hai
main sharaa~abi hun
Tum ne bhi shaayad
Yehi, soooch liya haaaa~aaa
Log kehte hai
main sharaabi hun
Kissi pe, huuusn ka gurur
Jawaaaani, ka nasha
Kissi ke, dil pe,
mohabbat Ki
rawaani, ka nasha
Kissi ko, deeekh.ke, saanso Se
ubharta hai nasha
Bina piyeee, bhi kahin
hadh Se, guzarta hai nasha
Nashe mein kAUUUn nahin Hai
mujhe bataao zara
Kisse hai hoooosh
mere Saaamne, to laao zara
Nasha hai sab pe
magar, Ran~g nashe ka hai judaa
Khili khiliii hui, subah pe
Hai shabnam, ka nashaa
Hawa pe khushbuu, ka baadal Pe
hai rimjhim ka nasha
Kahin, surur hai, khushiyon Ka
kahin, gham ka nasha
Nasha sharaab mein Hota to
naachtii, botal
Maikade, jhuum.te, paimaanon
Mein hoti, hulchul
Nasha sharaab mein Hota to
naachtii, botal
Nashe mein KAUN nahin Hai
mujhe bataao zara
Nashe mein kaun nahin Hai
mujhe bataao zara
Log kehte hai
main sharaa~abi hun
Log kehte hai
main sharaa~abi hun
Tum ne bhi, shaayad,
Yehi, soo~och liya, haaaa~aaa
Log kehte hai
main sharaabi hun
Thodi aankho se, pilaa De re
sajni deewani
Thodi aankho se, pilaa De re
sajni deewani
Tujhe main, tujhe main
Tujhe saanso mein basaa Lunga
sajni deewani
Tujhe naulakhaa manga Dunga
sajni deewani
Tujhe naulakhaa manga Dunga
sajni deewani

Added by

Alpha Editor

SHARE

Comments are off this post

ADVERTISEMENT

VIDEO